Blog
Bhully Shah Farm
Kheti-bari aur murgi palan — asal tajurba, asaan zaban — khet aur farm ki zindagi se nikli hui kaam ki baatein, asaan Roman Urdu mein.
Taza articles
Har naya article yahan sab se upar nazar aayega.
Murgi PalanMurgi farm shuru karne se pehle jaan'ne wali 5 bunyadi baatein
Murgi farm shuru karne se pehle in 5 baaton ko samajh lein — maqsad, jagah, nasal, khurak aur mandi. Naye poultry farm owners ke liye asaan Roman Urdu rehnumai.
Mukammal article parhein →
KhurakBroiler ki khurak: bunyadi rehnumai
Broiler ki khurak ke bunyadi asool — umar ke hisab se feed, saaf pani ki ahmiyat aur dana zaya hone se bachao. Farm owners ke liye asaan Roman Urdu guide.
Mukammal article parhein →Yeh blog kis ka hai?
Zeeshan Jutt — poultry farm se wabasta, Kot Radha Kishan (Punjab) se. Roz kaam mein jo seekha, wohi yahan likhta hoon taake naye kisaan aur farm owners faida utha saken.
Kisi topic par article chahiye?
WhatsApp par topic bhej dein — aap ke sawal hi agle articles ka unwaan banenge.
Topic suggest karein