Bhully Shah FarmKHETI · MURGI PALAN · ASAL TAJURBA
Home · About

About Bhully Shah Farm

Assalam o Alaikum! Mera naam Zeeshan Jutt hai aur mera taalluq Kot Radha Kishan, Punjab se hai.

Main poultry ke karobar se wabasta hoon — roz farm owners, mandi aur murgion ke darmiyan kaam karta hoon. Isi roz-marra ke tajurbe se Bhully Shah Farm shuru kiya taake kheti-bari aur murgi palan ka asal, kaam ka ilm asaan Roman Urdu mein har aik tak pahunche.

Is blog par:

Koi sawal ho ya kisi topic par article chahiye ho to rabta karein — khushi hogi.

Rabta karein

Sawal, mashwara ya topic ki tajweez — WhatsApp par paigham bhej dein, ya call karein:

0303 4019018